Gehri thi raat, lakin hum khoye nahi,
Dard bahoot tha dil mein, lakin hum roye nahi,
Koi nahi hamara jo puche humse,
Jag rahe ho kisi ke liye, ya kisi ke liye soye hi nahi..!!
Karta raha fareb koi saadgi ke saath,
Itna bada mazak meri zindagi ke saath,
Shyad mili saza iis jurm ki mujhe,
Ho gaya tha pyaar mujhe ek ajnaabi ke saath ….
Yeh Kaisi Judai Hai Jisne Hamein Shayar Bana Diya,
Yeh Kaisa Gam Hai Jisne Hamein Bebas Bana Diya,
Socha Nahi Tha Juda Ho Jaoge Humse Kabhi,
Karte Bhi Kya Jab Apne He Gair Bana Diya…
Aaj phir uski yaad ne rula diya,
kesha hain ye chera jisne ye sila diya,
do lafj likhne ka salika na tha,
uske pyar ne mujhe shayar bana diya….
Chaman Se Bichhda Hua Ek Gulab Hoon,
Main Khud Apni Tabaahi Ka Jawaab Hoon,
Yoon Nigaahein Na Fer Mujhse Mere Sanam,
Main Teri Chahaton Mein Hi Hua Barbaad Hoon. ..
Sagar se dosti to kinaare bhi nhi karte
Aajkat to wafa humse hamare bhi nhi karte
Ek tumse thi ummeed,
So wo bhi aaj toot gayi…
Chup-chap beh jaate hain,
Kisi se sikayat mere aansu bechaare nhi karte…..
Na ki maine jiski justuju na thi dil ko jiski arzoo
Kyun bana dard-e-dil uska rehna mere char soo…
Jo na tha naseeb main visal-e-yaar to kyun kiya mujhe bekrar
Kyun khuda hua meharban iskadar la ke usko mere ruu baruu…
Na thi jiski chamak fiza main na thi jiski mehak hawa main
Kyun wo bas gya mere rom rom main hoke mehw-e-guftgu…..

No comments:
Post a Comment